Hazrat mian jaan mohammad cast ke keerio the ap ke walid ka naam
,MIAN MOHAMMAD LUQMAAN tha…ap sindh ke mashoor aalim,MIAN NOOR MOHAMMAD
ke nawase the aur ap ko ilm aur faiz bhi un se mila aap mian ki wiladat
mojooda roze ki jaga hue .. Ap ki sare zndagi Allah ki fikar zikar aur
ibadat me guzri. Mian sahib ke khandaan ka talluk MIAN MUBEEN CHOTIARY
se ha jo baresageer ke bht barre aalim hokr guzre jn ke shagird sindh ke
barre walli-u-allah aur aalim hokar guzrey..MIAN SAHIB asl me kashf aur
sakha ke sahb the .ap ke mureed poori sindh aur hindh mein mojood hai
..Ap ke ghr ka LANGR aaj bhi usi halt me badastoor jaari hai,….MIAN JAAN
MOHAMMAD SAHB NE 27 RAMZAAN-UL-MUBARK 1930.ESWI ME WAFAT PAAI..ap ki
dargah pe aaj bhi zaaireen ziarat kr ki dily sukoon hasil krte
hai.Hazrat Mian jaan Mohammad ka saliana urs mubark bhi manaya jata hai …
es wakt ap ke khandaan ke aajiz fard ke naate dargah ki dekhball aur
khidmat ka moqa bhi hamare zime hai….Khuda se dua hai ke hm es dargah
aur us ke mureedo aur akeedatmando ki behtr tareeke se khidmat kr sake
(AAMEEN) FROM,,,,,,,,….; GHULAAM MUHAMMAD KEERIO… (Khadim Dargah W
Jamaait HAZRAT MIAN JAAN MUHAMMAD)…..
-
Founder Keerio World Shahid Ali Keerio was born at Bhiria Road , District Noshehro Feroz In a Farmer Faimly. He got his Early Educ...
-
ابتدائي پرورش ۾ پاڻ کي فقير سمجهڻ ۽ سڏائڻ شامل هجي ۽ غريبن کي اذيت نه ڏيڻ هجي.. ۽ خاندان جو بزرگ ويندي ويندي وصعيت ۾ به ڪنهن صوفي جي عمر...
-
آئون بظاط خود ويب ڊزائينر ۽ ڊولپر نه هئس شروعات ۾ هڪ ڊولپر کان ٿوري رهنمائي هئي ۽ گوگل جي آرٽيڪلز مان ويب ڊزائين ۽ ويب سائيٽ ۾ ايندڙ مسئلن...