Sunday, July 14, 2013

History


 agar sindh k naqshay par nazar dali jay to tharparkar district m korai aur papuri k beech m keeria ilaqa nazar aaig mamoori yusfani n likha h k jam habby k 2 baitay thay jam samoon aur jam keerio in m jam keerio n keerio ilaqay par hukumat ki jam keerio ki nasal agay bhari jo k aaj bhi sindh k mukhtalif ilaqon m bari tadad m mojood h isay ye kaha jasakta h keerio nasal jam habby k baitay jam keeria ki olad h jam keerio k naam s aaj bhi keeria jabal keeria shakh keeria san mojood h kahin kahin to buaht sari choti choti keeria uc keeria nehar mojood h aik shair n to jam keerio k liye kaha hay k aap shad aur abad rahain doctor nabi bux baloch n to keeria cast k lughvi mani karar ka kachcha phal nikala hay keeria cast ko sahib sama ki shakh tasawur kiya jata h tarekh tibri m to keerio ko arab khandan m s tasleem kiya h mian wali muhammad chotiyari aur wali muhammad keerio(sityaro) n tareekh tibri ki jildi jop ka hawala dai kar kaha h k misr m keerio kery bardar h wahan s wo log sindh m dakhil huay aur unki olad ko keerio kaha jata h aur keerio arab ki olad h magar haqeeqat ye h keerio samat hain nka talauq sindh s hian aur ye sindh k bashinday hain

No comments:

Post a Comment